Question:

How do you say these in hindi??

by  |  earlier

0 LIKES UnLike

1.) What things did you see there?

2.) He should come as soon as possible

3.) I am waiting

4.) They are looking for you

5.) Ana with her family will attend.

 Tags:

   Report

7 ANSWERS


  1. 1.apane vanha kis chij ko dekha

    2.use jald se jald ajanachahi ye

    3mai intajar kar raha hu

    4ve apko dekha rahe hai [dhundh rahe hai ]   both are correct depends on the context

    5 ana apane pariwar ke sath ayegi [upasatith hogi]


  2. 1 thumne whaha kya dekha?

    2 use jaldi aana chaiyee.

    3 mein intazar kar raha hoo

    4 who thumari rah dekh raha hai

    5 ana apne parivar ke sat hogi

  3. 1. Tum nay waha per kya dekha?

    2. Way jald se jald aa yay.

    3. I prateeksha kar raha hoo.

    4. Way tum hay dhoond rahay hai.

    5. Ana aur uski parivaar aayen g*y.

  4. 1) Tumne waha kya dekha?

    2) Usko jaldi se jaldi wapas aana chahiye

    3) Hum (mostly used for we, but u may not be able to pronounce MEIN for I.  So u can also say hum for I, its OK)intezaar kar rahe hain (n silent or said through the nose)

    4) Vo tumhe dhoondh  rahe hain(again n silent or its a nasal sound)

    5) Ana apne ghar-walo ke saath haazir/shamil  hogi.

  5. 1.) Tumne waha kya dekha?

    2.) Use jaldi se jaldi aa jana chahiye.

    3.) mein intezar kar raha hoon.

    4.) wo tumhari raah dekh rahe hain.

    5.) Ana uske parivar ke saath swagat karegi.

  6. 1) Wahan tumne kya cheezein dekhi?

    2) Usse jitna jaldi ho sake aa jana chahiye

    3) Mai intezaar kar raha hun

    4) Ve tumhe khoj rahe hain

    5) Ana apne parivaar ke saath shamil hogi.

    : )   : )   : )    : )   : )    : )     : )    : )   : )   : )   : )

  7. 1. Tumne wahan kya kya dekha ?

    2. Usse jaldi se jaldi aana chahiye.

    3. Main intezaar kar raha hoon.

    4. Weh tumhe doondh rahe hain.

    3.Ana spariwaar aayegi.

Question Stats

Latest activity: earlier.
This question has 7 answers.

BECOME A GUIDE

Share your knowledge and help people by answering questions.
Unanswered Questions