1 LIKES LikeUnLike
Where are the original VEDAS, GITA, RAMAYAN, MAHABHARATA, etc.. kept??
Tags:
Forgot to tell about myself. My name is Jai Jankie and I'm from Holland. I'm spiritual teacher/archarya in the holy scripts, Ved se lekar Hanuman Chalisa tak jo gyaan vigyaan ke kosh/bandhaar hai weh sab ko jan-maanas tak pahunchaana yeh mera karma bhi hai aur dharma bhi, jaise ke mere Parmaaraadhya Gurudev Shri Vishvaatma Bawra Ji Maharaaj kaa aadesh hai. Hamaari sansthaa International Brahma Rishi Mission isi slogan ko lekar chalti hai: Bodh Prem Sevaa, means Wisdom, Love and Service. Bodh yaane ki gyaan jo budhhee se sambandhit rakhtaa hai, prem yaane ki hridai se aur sevaa yaane ki haathon se karma karnaa. Budhhee ke prakaash mein, hridai ki bhavnaaon ko saath lekar apne dono haathon se karma karna, jan-maanas ki sevaa karnaa. Yehi sidhhaant Ramayan aur Shrimad Bhagwat Gita se bhi hame sikhne ko miltaa hai, gyaan kaand, upaasnaa kaand aur karma kaand. Jai Virat !!!<br />
Report (0) (0) | earlier
That's a great question. But I think the mool question must be how to keep thess geratest messages alive for next generations. It's firts our duty to learn and be well educated and after that teach the upcoming genarations
Latest activity: earlier. This question has 3 answers.